Kaafir ko Kaafir kehna Kaisa ???
Aksar kaafi logo se Suna hai ki Kaafir ko Kaafir na kaho kya pata uska khatma Imaan per hojaye,lekin hum yeh kyu nahi sochte ki ALLAH taala aur NABI Sallallahualaihiwasallam ne kaafir ko kaafir bola ya nahi.
Aur is tarah hum Musalmaan ko Musalmaan bhi nahi kehna chahiye kya pata uska khatma Imaan per na ho aur woh us waqt gumrah hojaye aur kafiro’n ki maut marjaye.
Khair Hum Insha ALLAH Quran o Hadees se Dalil lete hai is per ki Kaafiro’n ko Kaafir kehna kaisa
Quran: Surah Baqrah aayat no. 6
Tarjuma : Beshak woh Jinke qismat me kufr hai , inhe barabar hai chahe tum inhe darao ya na darao woh imaan laane kay nahi.
Surah Baqrah Aayat no. 8
Tarjuma: Aur kuch log kehte hai, kay hum ALLAH aur pichle deen per Imaan laaye aur who Imaan wale nahi.
Surah Kaafiroon ayat no. 1
Tarjuma : Tum Farmao a kafiro’n.
Surah Maida aayat no. 51
Tarjuma : A Imaan walo Yahud o Nasara ko Dost na banao.(Yaha ALLAH Imaan walo se keh raha hai ki kaafir jo Yahud o Nasara hai se dosti karne mana karraha hai)
Surah Maida aayat no. 44
Tarjuma : Aur jo Log ALLAH kay utaare per Hukum na kare who log kaafir hai.
Surah Tauba aayat no. 32
Tarjuma : چاہتے ہیں کہ اللّٰہ کا نور (ف۷۱) اپنے منہ سے بجھا دیں اور اللّٰہ نہ مانے گا مگر اپنے نور کا پورا کرنا (ف۷۲) پڑے برا مانیں کافر
Surah Mominoon aayat no. 32
Tarjuma : اور جو اللّٰہ کے ساتھ کسی دوسرے خدا کو پوجے جس کی اس کے پاس کوئی سند نہیں (ف۱۷۷) تو اس کا حساب اس کے رب کے یہاں ہے بیشک کافروں کا چھٹکارا نہیں
Surah Ash-Shura aayat no. 45
Tarjuma : اور تم انہیں دیکھو گے کہ آ گ پر پیش کئے جاتے ہیں ذلّت سے دبے لچے چُھپی نگاہوں دیکھتے ہیں (ف۱۱۱) اور ایمان والے کہیں گے بیشک ہارمیں وہ ہیں جو اپنی جانیں اور اپنے گھر والے ہار بیٹھے قیامت کے دن (ف۱۱۲) سنتے ہو بیشک ظالم (ف۱۱۳) ہمیشہ کے عذاب میں ہیں
Yeh aayat bhi Kaafiro’n kay liye hai.
Hadees
Rasoolullah alaihesalam apneSahaba se farmate hain,'Kya Faajir ko bura kehne se parhez karte ho? Log inhe kab pehchanenge?Faajir ki buraiya bayan karo taki log isse bachen.
(Kanzul Ummal S-338)
.
Nabi alihesalam ne farmaya, Unhe apne se door rakho aur unse door bhago, kahin wo tumhe gumrah na kar den
(Muslim S-10 Baab un Noha)
Jo kafiro se mohabbat kare, wo unhi me se hai.
(Musnad Ahmed,7:209)
Ek Shaks ke akhri waqt par logo ne kalma padhneko kaha, to wo bola ye 2 shaks (Farishte) khade keh rahe hain ki Tu unke pas baithta tha jo Hazrat Abu Bakr. aur Hazrat.Umar radiallataala anhum ko bura kehte the,ab hum tujhe kalma nahi padhne denge.
(Sharahus Sudur 37)
Jab fitne zaahir honge, aur aise me Aalim apne Ilm ko na zahir kare,to is pe Allah aur iske farishte aur tamam insane ki laanat hai,aur Allah aise insan ke na farz qubul kare, na nafil.
(Bukhari 2:1084)
Jab tum kisi burai ko dekho, to use apne hath se rok do,ye na ho sake to usey zuban se bura kaho,ye bhi na ho to usey Dil se bura jano, aur ye Eiman ka sabse chota darja hai.
(Muslim, Kitabul Eiman)
Nabi alaihesalam ne Masjid-e-Nabwi se 300 logo ko naam lekar munafiq kaha aur masjid se bahar nikal diya.
(Muslim J-1 Kitabul Fitan)
Aur digar Hawale Jinme kufr aur Kaafiron kay Taaluq se Hadees I hai.
Bukhari :: Book 3 :: Volume 50 :: Hadith 891
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 281
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 554
Muslim :: Book 19 : Hadith 4385
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 276
Bukhari :: Book 5 :: Volume 57 :: Hadith 50
Bukhari :: Book 4 :: Volume 53 :: Hadith 375
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 412
Dawud :: Book 19 : Hadith 2998
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 417
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 448
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 466
Bukhari :: Book 4 :: Volume 56 :: Hadith 700
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 553
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 579
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 611
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 210
Bukhari :: Book 8 :: Volume 73 :: Hadith 226
Bukhari :: Book 9 :: Volume 89 :: Hadith 282
Dawud :: Book 4 : Hadith 1272
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 315
Dawud :: Book 35 : Hadith 4246
Muslim :: Book 19 : Hadith 4360
Dawud :: Book 10 : Hadith 1882
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 325
Dawud :: Book 2 : Hadith 418
Bukhari :: Book 9 :: Volume 91 :: Hadith 371
Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 317
Bukhari :: Book 9 :: Volume 83 :: Hadith 19
Bukhari :: Book 8 :: Volume 75 :: Hadith 405
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 311
Bukhari :: Book 8 :: Volume 73 :: Hadith 169
Bukhari :: Book 7 :: Volume 62 :: Hadith 21
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 412
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 404
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 386
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 345
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 250
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 89
Bukhari :: Book 6 :: Volume 60 :: Hadith 11
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 693
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 688
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 687
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 685
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 655
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 626
Bukhari :: Book 4 :: Volume 56 :: Hadith 731
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 610
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 584
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 581
Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 580
Aur 80 Hadees Bukhari,Muslim,Abu dawood me zikr hai Kafiron kay taaluq se ki kafiron ko kaafir hi kehkar bulaya gaya hai.
Toh Pata Chala ki Kaafir ko Kaafir hi kaha jayega aur Musalmaan ko Musalmaan.
Wallahuaalam.