Unse door raho
HADEES KI ROSHNI ME: . 1 "unhe apne se door karo aur unse door bhago, wo tumhe gumrah na kar de kahin wo tumhe fitne me na daal dein" (Muslim,J1,S10, Baabuun Noha ) . 2 "Jab Dajjal niklega to kuch log usey tamashe ke taur par dekhne jayenge ki hum to apne deen par qayem hain, usse kya nuqsan hoga? Wahan jakar waise hi ho jayenge." (Abu Dawood,J2,S593, Baab Khuroojud Dajjal) . 3. "Naba pak ne farmaya, main halaf se kehta huki jo jis qaum se dosti rakhega uska hashr usike sath hoga. " (Moajam Kabir Tibrani, J3,S19,H.no.251 9) . 4. "Jo Kafiro se mohabbat rakhege wo unhi me se hai." (Musnad Ahmad,J7,S209) , 5. Al-Quran: ALLAH Azzawajal farmata hai, 'Wamayn yatawallahum minkum fa innahu minhum' , tarjuma: Tum me jo unse dosti rakhega, wo beshak unhi me se hai. (Sureh Maida 51) , , Aye mere Sunni Jannati Bhaiyo, Behno, In tamam AhleKhabiso/ Salafiyo/ Wahabiyo/ Deobandi se hargiz dosti mat karo, haan faqatislaah ki niyat se baat karo.
Friday, October 23, 2015
Unse door raho
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment