async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD: Farman e khwaja gareeb nawaz radiAllahu anhu

Sunday, November 8, 2015

Farman e khwaja gareeb nawaz radiAllahu anhu

Nafs Parasti Hi Asal Me But Parasti Hai, Isko Tark Karne K Bad Khuda Parasti Ki Manzil Shuru Hoti Hai.

Ye Na Dekh K Tu Khaak Ka Putla Hai Aur Kamzor Hai. Balke Ye Dekh K Tu Apne Mehboob (Us Zaat) Ke Jamal Ka Aaina Hai, Aur Wo Tujh Mein khud Jalwagar Hai.

Bhooke Ko Khana Kheelana, Hajat-Ravai Karna, Dushman Ko Muaf Karna Acche Nafs Ki Zeenat Hai.
– Hazrat Khwaja Moin-Ud-Din Chishti (Rehmatullah Alaih)

Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye,
Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun’na Afzal Ibadat Hai.
– Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh)

Qalam-e-Ilahi Ko Dekhna Aur Parhna Dono Sawaab Hai,
Agar Ek Harf Par Nazar Padey Tou 10 Nekiya Darj Ho Aur 10 Buraiya Door Ho.
– Hazrate Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh)

Hazrate Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alahi) Farmate Hai:
“Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega”.

Gunah Kerne Mai Itna Nuqsaan Nahi Pahochta....
Jitna Kisi Musalman Bhai Ko Zaleel Khwar Kerne Se Pahochta He.
- Khwaja Gareeb Nawaz RadiAllahu Ta'aala Anhu

"ख़्वाजा" ने दरिया बताया,
"रज़ा" ने तैरना सिखाया,।
"ख़्वाजा" ने शरीयत बतायी,
"रज़ा" ने चलना सिखाया।
ऐ सुन्नियों "कुर्बान जाओ अपने मुकद्दर पर,
एक ने इस्लाम बताया तो एक ने इस्लाम बचाया।।।
ना हम रसूल की "अता" को छोड़ेगें
ना ही हम रसूल की "रज़ा" को छोड़ेगें

1 comment:

  1. MERE KHWAJA BHART ME ISLAM KE SARABAR HAI AUR MERE RAZA ISLAM KE LASKAR KE SIPEHSALAAR HAI SIPEHSALAAR KE HATH ME JO SAMSIR HAI WO MERE MADANI HAI.

    ReplyDelete