Part 23 wahabi najdi ki haqiqat
16: Hazrat Usman radi Allah anho ko Qatal Misriyoun ne kiya. Lakin Hazrat Usam radi Allah ke chehray per thapr marne wala tamimi tha. Hajjaj ne pocha ke tum kaun ho? Us ne jawab diya umair bin zaabi al'tamimi ….. yehi wo shakhs hai jo Hazrat Usman radi Allah anho ke qatal ke bad un ke qareeb aya aur us ne Hazrat usman radi Allah anho ke chehray per thhapar mary, ye sun ker hajjaj ne forum umair bin zabi ke qatal ka hukam diya.
Al'bidaya wan'nahay vol 8 page 20
17: Bani Tamim ke hawalay se Nazil hone wali ayat
Surat al'hujraat 49, ayat 4,5
"Beshak jo log Aap ko hujroon ke bahir se pukarte hain un mein se aksar (aap ke buland muqam o martaba aur adaab o tazeem ki) samajh nhe rakhhte 0 aur ager wo log sabar kerte yahan tak ke Aap khud he un ki taraf bahir tashreef lay aate to ye un ke liye behter hota, aur Allah barra bakhshane wala bahut raham farmanay wala hai.
Is mein un logoon ki muzammat bayan ki ja rahe hai jo hujroon ke bahir se pukartay hain.
Marwi hai ke ye iqra bin haabis tamimi ke baray mein nazil hoi jaisa ke bahut si rawayaat mein hai.
Imam ahmad ne iqra bin haabis se rawayat kiya hai ke unhoon ne Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam ko hujroon se bahir se aawaz di: Ya Muhammad Ya Muhammad aur aik rawayat mein Ya Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam!
Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne koi jawab nhe diya.
Mein ne kaha Ya Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam! Meri hamd muzayyan ker deti hai aur meri muzammat ma'yoob ker deti hai to
(ye fakhar aur takkabur ke bol thy)
Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya: Allah ki madah ba'ise zeenat hai aur ussi ki muzammat ba'ise tehqeer hai.
2: ibn jareer rahmatullah alaihe ne Hazrat bara radi Allah Anho se is ayat ki tafseer mein yehi naqal kiya hai.
1: Hassan basri aur qatada se bhi mursalan yehi marvi hai. Sufiyan thori ne habeeb bin abu umrat se rawayat kia hai ke basher bin ghalib aur labaid bin atard (ya basher bin atard aur labaid bin ghalib) hujjaaj ke pass baithhay thy. Basher bin ghalib ne labaid bin atard se kaha ye ayat teri qom banu tamim ke baray mein nazil hoi thi.
Ibn bin haatim ne zaid bin arqam se rawayat kia
Al.bidaya wan'nahaya Vol 4, Page
An early indication of the nature of the Tamimites is given by Allah himself in Sura al-Hujurat. In aya 4 of this sura, He says: ‘Those who call you from behind the chambers: most of them have no sense.’ The occasion for revelation (sabab al-nuzul) here
‘The "chambers" (hujurat) were places enclosed by walls. Each of the wives of Allah’s Messenger (sallallaho alaihi wa sallam) had one of them. The aya was revealed in connection with the delegation of the Banu Tamim who came to the Prophet (sallallaho alaihi wa sallam). They entered the mosque, and approached the chambers of his wives. They stood outside them and called: "Muhammad! Come out to us!" an action which expressed a good deal of harshness, crudeness and disrespect. Allah’s Messenger (sallallaho alaihi wa sallam) waited a while, and then came out to them. One of them, known as al-Aqra‘ ibn Habis, said: "Muhammad! To praise me is beautiful, and to criticise me is shameful!" And the Messenger (sallallaho alaihi wa sallam) replied: "Woe betide you! That is the due of Allah."’ (Imam Muhammad ibn Ahmad ibn Juzayy, al-Tashil [Beirut, 1403], p.702. See also the other tafsir works; also Ibn Hazm, Jamharat ansab al-‘Arab [Cairo, 1382], 208, in the chapter on Tamim.)
No comments:
Post a Comment