Siraj Razvi Official
Islam ek roshni hai jo har daur mein insaaniyat ko sahi rasta dikhati rahi hai. Ahle Sunnat wal Jamaat ka maslak hamesha se Qur'an-o-Hadith ki roshni mein Islam ki asal taleemat ko samajhne aur aam karne ka kaam karta raha hai. Yeh blog unhi ilm-o-ma'arifat ki shama ko roshan karne ka ek mehnat bhara koshish hai, jisme Maslak-e-Ala Hazrat ki asal taleemat ko tafseel se bayan kiya gaya hai. Yeh blog un tamam talib-e-ilm, ulama, mufti, aur aam musalman bhaiyon ke liye ek naya platform hai
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home