YAAD E HUSSAIN KYU AUR KAISE رضي الله عنه
➡Huzoor Aalahazrat Sarkaar Alaihir Rahmato War Ridwaan Irshaad Farmaate Hain, Ye Farqe Nafees Khoob Yaad Rakhne Ka Hai k isi se Gaflat karke Wahaabiya Asl Haqeeqat Par Hukm e Awaariz Lagaate Haalaa'nKe Awaarize Qabeeha Se Nafse Shai Mubaah Ya Hasan Ya Qabeeh Nahi Ho Jaati Balke Wo Apni Hadde Zaat me Apne Hukme Asli Par Rehti Aur Unhi Awaarize Qabeeha Ki Taraf Muta'wajje Hoti Hai Jaise Reshmi Kapde Pahenkar Namaaz Padhna k Nafse Zaat Namaaz Ko Qabeeh Na KaheinGe Maaz'allaah Balke in awaariz o zawaayid ko.... (Risaala TaaziyaDaari)