async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD

Thursday, January 14, 2016

Ilyas shaitan ne maazAllah gouse paak radi Allahu anhu ko munna likha

(maazAllah laanat ho ilyas par aur ilyasiyon par sarkar gouse paak ko madni munna likha maazAllah aur madni munna bhag khada hua maazAllah
Aye sunniyon dil par hanth rakh kar kaho kya ye touheen nahi hai
Padhiye ye ibarat )

Khankah me ek ba-parda khatun apne munne ki lash
chadar me liptaye,sine se chimtaye zar-o-katar ro rahi thi.
Itne me ek "Madani Munna" daudta hua aata hai aur ham-
dardana lehje me us khatun se rone ka sabab daryaft karta
hai.
Woh rote hue kehti hai,
"Beta !
mere shohar apne lakhte jigar ke deedar ki hasrat liye
duniya se rukhsat ho gaye hai,
Yeh baccha us waqt peth me tha aur ab yeh hi apne baap ki
nishani hai
Aur
meri zindagani ka sarmaya tha yeh bimar ho gaya main
isse issi khankha me dum karwane la rahi thi ki raste me
isne dum tod diya hai,
main phir bhi badi umeed lekar yahan haazir ho gayi ki is
khankha wale buzurg ki wilayat ki har taraf dhoom hai aur
inki nigaahe karam se ab bhi bahut kuch ho sakta hai
magar woh mujhe sabr ki talkin karke ander tashrif le ja
chuke hain."
Yeh kehkar woh khatun phir rone lagi.
Madani Munne ka dil pighal gaya aur us ki rehmat bhari
zubaan par yeh alfaz khelne lage,
"Mohtarma !
Aapka munna mara hua nahi balki zinda hai !
Dekho toh sahi !
Woh harkat kar raha hai..."
Dukhyari Maa ne betabi ke saath aapne 'Munne ki Lash' par
se kapda uthakar dekha toh woh sach-much zinda tha aur
haath pair hila kar khel raha tha...
Itne me khankha wale buzurg ander se wapas tashrif laye
Bacche ko zinda dekhkar saari baat samajh gaye aur laati
utha kar yeh kehte hue 'Madani Munne' ki taraf lapke ki,
"Tune abhi se takdir-e-khudawandi ke sar-basta raaz
kholne shuru kar diye hain..."
Madani Munna wahan se bhag khada hua aur woh buzurg
uske peeche daudne lage,
'Madani Munna' yaka-yak Qabristan ki taraf muda aur
buland aawaz se pukarne laga,
"Aye Qabr Walon !
Mujhe Bachao !"
Tezi se lapakte hue buzurg achanak thithak kar rukh gaye,
kyunki
qabristan se teen sau (300) murde uth kar 'Madani Munne'
ki dhal ban chuke the
aur woh Madani munna door khada aapna chand sa chehra
chamkata muskura raha tha...
Un buzurg ne badi hasrat ke saath Madani munne ki taraf
dekhte hue kaha,
"Beta !
Hum tere martabe ko nahi pohach sakte,
Isliye teri marzi ke aage aapna sar-e-Taslim kham karta
hun..."
Meethe meethe Islami Bhaiyon !
Aap jaante hain woh 'Madani Munna' kaun tha ???
Us Madani munne ka naam
"Abdul Qadir" tha aur aage chal kar woh "Ghaus-ul-Azam
ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﮧ " ke lakab se mashoor hue...
(Book: 📚Munne ki lash
Page No.1-3, Maktabatul Madina)

Maazallah ye padh ke to meri aankh bhar aai aur dil karta hai ilyas shaitan ka khoon kar dun mardood ne hamare aaqa moula wali o ke sardar sarkar gouse paak radi Allahu anhu ko munna
Likha maazAllah