async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD

Thursday, January 14, 2016

15vi sadi ka ek azeem fitna

POST BY ANJUMAN RAZA-E-HASHMATIYA ACADEMY BURHANPUR MP SHAREEF KI JANIB SE

📚KITAB PANDRAVI SADI KA EK AZIM FITNA NAAM NIHAD DAWAT-E-ISLAMI PAGE NO 4

MAZI(PAST) KARIB ME JAB NAAM NIHAD DAWAT-E-ISLAMI NE HINDUSTAAN KI SARZAMIN PAR APNE KADMO KO RAKHA TO ULMA-E-AHLESUNNAT NE ISKI ZAHIRI AFADIYAT KE PESH NAZAR USKA KHAIR MUKADDAM KIYA AUR ISKO SARHA GOR TALAB BAAT YE HAI KE IS TANZEEM KI HUSLA ABZAHI KE PESH NAZAR ULMA-E-IKRAM NE ALIM HONE KE BA WAJOD JAHILO KO DARS KE LIYE KHADA KIYA ALIM HONE KE BA WAJOD INKE MOBALLIGIN KA DARS SUNA AUR APNE MUKTADIYO KO SUNNE KI TALKIN KI KHANKHAHO KE ZIMME DARO NE BHI UNKO APNE KARIB ME JAGAH DI ULMA-E-IKRAM KA YE AMAL KHALSATAN NEK NITI PAR MUBNI THA KE IS TANZEEM KE ZIMMEDARO KI HOSLA ABZAHI HO AUR DEEN WA SUNNIYAT KI NASHRO ISHA'AT JADA SE JADA HO AUR AADA-E-DEEN KHUSHUSAN WAHABIYO, DEOWBANDIYO, KE FAREB KARRIYO SE QUMO MILLAT KO MEHFUZ KIYA JA SAKE. ULMA-E-IKRAM KE IS BE LOS TAON OR INKE SATH CHALNE KA YE NATIJA NIKALA KE DAWAT-E-ISLAMI NIHAYAT TEJ RAFTAR KE SATH TARAKKI KI MALZILE TE KARNE LAGI ULMA-E-IKRAM NE BHI ITMIYAN KI SANS LI  KE WAHABIYO, DEOWBANDIYO KI TANZEEMO JAISE TABLEEGI JAMAAT WA JAMAAT-E-ISLAMI KA BADAL HO GAYA AB YE SOCH PURI TARFA SE PAYEDAR BHI NA HO PAI THI ABHI YE SEL RAWA BEHNE BHI NAHI PAYA THA KI HALAT NE KARWAT BADLI DAWAT-E-ISLAMI JO KE TABLEEGI JAMAAT WAGERA KE MOKABIL AAI THI OR APNA MONO GIRAM ALAHAZRAT KE NAAM KO BANAYA THA AGE CHAL KAR YE TANZEEM NIHAYAT KHUFIYA ANDAZ ME RAHE ALAHAZRAT SE HAAT NE LAGI. DEKHNA YE HAI KE JO TANZEEM APNE LITERATURES APNI KITABO ME KADAM KADAM PAR ALAHAZRAT KA NAAM LETE NAHI THAKTI HAI,ALAHAZRAT QUDSIRAH KE ISHEQ KA JOR DAR DAWA KARTI HAI IS TANZEEM KE BARE ME YE KAISE GUMAN KIYA JA SAKTA HAI KE WO TANZEEM MASLAK-E-ALAHAZRAT KI HAMI OR MUBALLIG NAHI WO TANZEEM Q KAR ALAHAZRAT KE MITION SE DOOR HO JAYEGI? LEKIN YE