async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD

Monday, September 3, 2018

Hayat Un Nabi

Hayat un Nabi

بسم الله الرحمن الرحيم

01
لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ
مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ
Allah ﷻ ke Siwa koi Ibadat ke layeq Nahi.
Aur Hazrat Mohammad ﷺ Allah ﷻ ke Rasool *Hain*

Jo Nabi e paak Alaihissalam ko Zinda nahi mante usko chahiye kalma badal kar
Allah ke Rasool hain ke jagah Allah ke Rasool the. Kar lena chahiye.

02

اشْهَدُ انْ لّآ اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَ اَشْهَدُ اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُه وَرَسُولُه

Main Gawahi deta hun Allah ﷻ ke Siwa koi Ibadat ke layeq Nahi.
Aur main Gawahi deta hun Hazrat Mohammad ﷺ Allah ﷻ ke Bande Aur Rasool *Hain*

Wahabi deobandi wagairah ko Chahiye isko bhi na padhe.

03
Azan me 5 Time Ham kahte hain Aur Iqamat me bhi.
اشهد ان محمدا رسول الله
Main Gawahi deta hun Hazrat Mohammad ﷺ Allah ﷻ ke Rasool *Hain*

5 Time Azan me Iqamat me kalma me.

04   AtTahiyat ka Akhiri line

وَأَشْهَدُ أَنَّ محَُمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
Aur Main Gawahi deta hun Hazrat Mohammad ﷺ (Allah ﷻ ke) Bande Aur Rasool *Hain*

Kalma Shareef me Azan me Iqamat me Namaz me. SubhanAllah Allah ko malum tha ye khabees log mere Mahboob Alaihissalam ko Murda Kahenge.
Badlo khabeeso kitna badloge.

05 Hadees Shareef

Hazrat Anas bin malik RadiAllahu Ta'Ala Anhu Bayan karte Hain ki Rasol Allah ﷺ farmaya mairaj ki shab mein Hazrat Moosa Alaihissalam ke paas aaya.
ek Riwayat mein hai mera Kasibe Ahmar ke paas se Guzar huwa (main ne dekha ) ki Hazrat moosa Alaihissalam apni Qabar mein Namaz padh rahe the

Sahih Mislim Sharif Mutarjim vol 3 Hadees number 6107 6108

Sunan Nasai Vol 1 hadees number 1624.1625.1626*

06

Al-Quran:
ولا تحسبن الذين قتلوا في سبيل الله أمواتا بل أحياء عند ربهم يرزقون

Tarjuma: Aur jo log Allah ki raah me qatl kiye jayen unhe hargiz murda guman mat karo, Balki wo zinda hain aur rizq diye jate hain.
(Sureh Al-Imran 169)

07
Hazrat .Aws Ibn Aws farmate hain,
Nabi sallallaho alaihe wasallam ne farmaya:
إن الله حرم على الأرض أجساد الأنبياء
Allah ne Zameen par Ambiya ke jismo ko haram kar diya hai.
(Sunan Abi Dawood, Vol 3, Page 404, Hadith1049)
(Sunan Nisa’ee, Vol 5, Page 238, Hadith 1385)
(Sunan Ibn Maja, Vol 3, Page 447, Hadith 1138)
(Mishkat al-Masabih, Vol 1, Page 304, Hadith 1361)

08

Aur Jo Allah Ki Raah Me Maare Jaye Unhe Murda Na Kaho Balki Wo Zinda Hai, Haan Tumhe Khabar Nahi" (Al Quran Surah Al Baqraah Ayat 154)

09

Tarjuma: Aur woh Nabi (ﷺ) apni marzi se koi baat nahi kehte, Unki baat to sirf wahi hoti hai jo utaari jati hai. (sure Najm, aayat no. 3,4 para no. 27

Ab Saaf Hogaya jo Musalman hoga.
Wo Allah ke kalam Aur Ahadees Aur kalma par imaan rakhega.
Yaani jo Musalman hoga wo Nabi e paak Alaihissalam ko Zinda manega.

Aur jo Musalman nahi Hoga wo nahi manega.

By Mohammad Sirajuddeen Urf Siraj Razvi
707 99 44 054

MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAD
http://sirajrazvi.blogspot.com/?m=0

Mera youtube channel subscribe kijiye
Siraj razvi.
https://www.youtube.com/channel/UCaiJ4Vqt6BdZ8RM8VPO7rJg

Mera facebook id link.
follow karen.
https://www.facebook.com/sirajrazvi707

04/09/2018