page 41
Radd chape, muwakhize kiye, woh fatwa jis me Allah ta'ala ko saaf saaf kizb jhuta mana hai aur jis ki asal mohari dasatkhati is waqt mehfuz hai aur us Ke photo bhi liya gaya jin Se ek photo ulmae harmaine-sharifain ko dikhane Ke liye maa-digar kutube khuda ka napaak fatwa athrah baras huyi (rabi ul akhir 1308 hizri) me risala siyanatun-nas Ke sath matba hadikatul ulume merath me ma-a radd Ke saye ho chuka fir 1318 hizri me matba gulzar hussani Bombay me is ka aur mufasasal radd chap fir 1320 hizri me Patna azim-abad matba tuhfa-e-hanfiya me us ka aur kahir rad chapa aur fatwa dene wala (jamadil-akhir 1323 hizri) me Mara aur marte dam tak sakit raha na ye kaha Ke woh fatwa mera nahi halake khud chapi huvi kitabe Se fatwa ka inkar kar dena sahal tha na yahi bataya Ke matlab woh nahi Jo ulmae alhe sunnat bata rahe hai balke meraa matlab ye hai na kufr sarih ki nisbat koi sahal baat thi jis par iltefat na kiya!
Zaid se us ka ek mohari fatwa us ki zindagi aur tandarusti me elaniyaha naql kiya jaye aur woh katan yakini sarih kufr ho aur salaha sal us ki ishaat hoti rahi log us ka radd chapa kare zaid ko is ki bina par kafir bataya kare zaid us Ke baad pandarah baras jiya aur ye sab kuch dekhe sune aur us fatwa ki apni taraf nisbat Se inkare asal say na kare balke dam Sadhe rahe yaha tak Ke dam nikal jaye kya koi akil guman kar sakta hai ke is nisbat Se use inkar tha ya us ka matlab kuch aur tha aur un me Ke Jo zindah hai aaj Ke dam tak sakit hai na apni chapi kitabe Se munkir ho sakte hai na apni dushnamo ka aur matlab ghadh sakte hai !
1320 hizri me un ka tamam kufriyat ka mazmuayakazayi radd say hua ! Fir in dushnamon Ke mutalik kuch imaayede musalimin ilmi sawalat un me ke sarguna Ke paas le jaye saawalon par Jo halat sarasemagi be-had paida huvi dekhne wale Se us ki kaifiyat puchiye magar us waqt bhi na un tahirirat Se inkar ho saka na koi matlab ghadhne par kudrat
No comments:
Post a Comment