async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD

Friday, June 26, 2015

Zuban par bidat bidat hoga hadees e paak and wahabiyon ka mukruh chahera dekhiye

Zuban par bidat bidat.

Aj k is duar me apne dekha hoga k har koi naujawan ya budha. Gumrahi ki wajah se ye keh raha hai k ye bidat hai wo bidat hai. Sunni bidati hai wagaira.

Lekin hum dawe k sath kehte hai k. Agar tum un jahilo ka hath thamlo aur pucho k bidat kisko kehte hai? Kya har bidat galat hai? 
Un jahilo k pas jawab nai hoga. Q k unho ne bidat ko samjha hi nai. .

Q k bidat .
Achi b hoti hai . . Har bidat ko galat kehna ye un logo ki pakki jahalat hai.

Hadis. 👇

"ZABAN PER BID'AT BID'AT HOGA"

Hazrat Ibn Abbas
رضي الله تعالٰی عنه
Farmate Hain k
NABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k
Akher Zamane Me Ayse Log Aayenge Jin k Munh To Aadmiyon Ki Tarah Honge Lekin Un k Dil
قلوب شياطين
Shayateen Honge Woh
Amr-e-Qabeeh Se Ba'z Rahenge...

1) Agar Tum Un Ki Motabe'at Karoge To Woh Tumhari Madaraat Karenge...

2) Aur Agar Un Se Kinarakash Hogaye To Woh Tumhe Bura Kahenge..

3) Aur Agar Tum Un Se Baat Karoge To Woh Tumhe Jhutlayenge...

4) Aur Agar Tum Un k Pass Amanat Rakhoge To Woh Tumhari Khayanat Karenge...

5) Un k Bachche Behaya, Besharam Honge.

5) Un k Jawan Shatir Or Chalaak Honge...

6) Un k Budhe
امر بلمروف و نہی عن المنکر
Na Karenge

6) Un Se Izzat k Sath Pesh Aana Zillat Hogi...

7) Aur Jo Un k Hathon Me Hoga Use Talab Karna Mohtaji Hogi...

8) Un Logon Me Burdbar Shakhs Ko Bad Andesh Or Khatakar Thahraya Jayega...

9) Un Me Neki Ka Hukum Dene Wala Mohtamim Hoga...

10) Un Me Imandaar Momin Kamzor Samjha Jayega.

11) Un Me Fasiq-o-Fajir Izzatdaar Hoga..

12) Un Ki Zaban Per
بدعت بدعت
BID'AT-BID'AT Hoga.

13) Aur Jo بدعت (Bid'at) Hogi Wo Un Me Sunnat Keh Layegi...

14) Us Waqt Un Logo Per Badtareen Log Hakim Bana Diye Jayenge...

15) Un Me Se Achche Log Dua Mangeinge Magar Un Ki Dua Qobool Na Hogi.

Refrence.
KHASAIS-UL-KUBRA, JILD 2, SAFA 157)

Aaj Kal Ye Sari Nishani Kisme dekhi Ja rahi hai Wo aap Khud Samajhte hain...