async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD: DEOBANDIYON KE KUFRIYA AQAID

Wednesday, November 25, 2015

DEOBANDIYON KE KUFRIYA AQAID


DEOBANDIYON KE KUFRIYA AQAID

AQEEDA # 1:"Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor  (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar, bachon  aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees nahin"Hawalay k liye  dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan, Page: 8, Musannif:
 Molvi Ashraf Ali Thanvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana  Aezaziya Deoband)

AQEEDA # 2:"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi  samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka  nahin"( Tehzeer Un Naas, Page: 3, Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab Nanatwi, Shae Karda:  Kutub Khana Aezaziya Deoband)

AQEEDA # 3:"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi  peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main  kuch faraq na aaega"(Tehzeer Un Naas, Page: 25) Note: Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai  

AQEEDA # 4:"Shetaan O Malakul Moat ko tamaam  Roe Zameen ka Ilm hai, aur Huzoor (Aleh Salaam) k  Ilm se Ziyada hai"(Buraheen E Qaatey, Page: 55, Musannif: Molvi Khaleel Ahmed Ambethvi, Shae  Karda: Kutub Khana Imdadiya Deoband)

AQEEDA # 5:"Namaz main Huzoor (Aleh Salaam) ka  khayal Ghaday aur Bail k khayal main Doobne se bura hai"(Sirat E Mustaqeem, Page: 97, Musannif:  Molvi Ismail Dehelvi, Shae KArda: Kutub Khana  Ashrafiya, Raashid Company Deoband)

AQEEDA # 6:"Har makhlooq bara ho ya chota,  ALLAH ki shaan main Chamaar se b Ziyada Zaleel  hai"(Taqweet Ul Eemaan, Page: 13, Mussannif: Molvi Ismail Dehelvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya,  Raashid Company Deoband) Note: Har Makhlooq main Huzoor (Aleh Salaam), aue  Deegar Ambiya b aate hain..

AQEEDA # 7:"Huzoor (Aleh Salaam) ki Taazeem  baray bhai ki si Kijiye"(Taqweet Ul Eemaan, Page:  52) Note: Kiya Huzoor (Aleh Salaam) ki izzat bas baray  bhai jitni karni chahiye?? yeh sawaal khud se puchen k hum apne baray  bhai ki kitni izzat karte hain, Aur kiya Huzoor (Aleh Salaam) dono jahanon ki  remat ka bas yahi darja hai??
 
AQEEDA # 8:"Huzoor (Aleh Salaam) ka Yom E  Meelaad manana Kanhaeiyya (Cow) k janam din  manane ki tarah hai" (Buraheen E Qatay, Page: 152)

AQEEDA # 9:"KHUDA TA'ALA JHOOT Bol sakta hai" (Mas'ala Imkaan Kazab), Buraheen E Qatay,  Musannif Molvi Khaleel Ahmed Sahab Anbethwi.  

AQEEDA # 10:"KHUDA TA'ALA ko Jagah aur Zamana  aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK maanna  BIDDAT hai. (Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi Sahab).

AQEEDA # 11:"KHUDA TA'ALA ko Bandon k  Kaamon ki Pehle se KHABAR nahin hoti, Jab Banday  achay ya Buray kaam karlete hain, tab us ko maaloom hota hai". (Balagtal Heraan, PAGE#57, Musannif MOLVI  HUSSAIN ALI SAHAB, SHAGIRD-E-RAHEE D AHMED  SAHAB).

AQEEDA # 12:"Aamaal main Bazahir Ummati, NABI  se k Baraabar hojaate hain, Balkay Barh bhi jaate  hain". (tehzeer Un Naas, Matboo'a Dar Ul Asha'at, Karachi,  Musannif MOLVI MUHAMMAD QASIM SAHAB, Baani-  E-DEOBAND MADARSA)

AQEEDA # 13:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Misal-O-  NAZEER mumkin hai". (Yakroozi Musannif Molvi Ismail Sahab Dehelvi,
 Matboo'a Farooqi, PAFE#144)

AQEEDA # 14:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko bhai  kehna Jaez hai q k AAP bhi Insaan hain". (Buraaheeen-E-Q ATAY, Musannif MOLVI KHALEEL AHMED SAHAB O Taqweet Ul Eemaan Musannif  MOLVI ISMAIL SAHAB DEHLVI)

AQEEDA # 15:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Urdu  bolna Madarsa-E-DEOBA ND se Aaya" (Buraaheen-E-QA TAY, Matboo'a Daul Asha'at  Karachi, Molvi KHALEEL AHMED)

AQEEDA # 16:"Main ne HUZOOR (ALEH SALAAM) ko   Khuwaab main dekha k Mujhey AAP Pul-E-Siraat  par le gae, aur Kuch Aage ja kar dekha k HUZOOR (ALEH SALAAM) Giray ja Rahe hain, to Mene HUZOOR  (ALEH SALAAM) ko GIRNE se roka" (Balagtal Heraan, Mubbashiraat Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB

AQEEDA # 17: Deoband Mureed ne Khuwaab main  Apne Peer ka Kalma parha (Yaani Kalmay main MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH ki Jagah AHRAF ALI RASOOL ALLAH (MazALLAH) PArha).. aur in k Peer  ne Yaani ASHRAF ALI SAHAB ne kaha k"IS Waqiye  main Tassalli di gai hai k Jis ki Taraf tm Rujo'o karte ho, woh Ittaba'a Sunnat hai". (Ba hawal: Kitaab Ul Imdaad, PAGE#35, Mutba'a AL  IMDAAD Ul MUTAABIK, Thaana Jhoon INDIYA,  Musannif ASHRAF ALI THANVI)

No comments:

Post a Comment