async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD: Najd ki haqiqat

Monday, November 16, 2015

Najd ki haqiqat

Part 25 wahabi najdi ki haqiqat

21: The Kharijite movement proper commenced at the Siffin arbitration, when the first dissenters left the army of the khalifa Ali (k.A.w.). One of them was Abu Bilal Mirdas, a member of the tribe of Tamim

(Ibn Hazm, 223)

22: Ibn al-Jawzi goes on to document the development of the Kharijite movement, and the central role played by the tribe of Tamim in it. Hence (p.89) ‘The commander of the fight [against the Sunnis, at Harura] was Shabib ibn Rab‘i al-Tamimi’; also (p.92) ‘Amr ibn Bakr al-Tamimi agreed to murder Umar’. All this even though their camp sounded like a beehive, so assiduously were they reciting the Qur’an

Talbis Iblis (p.91)

23: Bani Tamim Ke Logoon Ne Sirf Hazoor sallallahu Alaihe wasallam ki Gustakhi Nahe Ki Balke Ye Sahaba e karam ko bhi seekhane ki koshish kerte thy

Abdullah bin shafeeq farmate hain ke aik din Hazrat Abdullah ibn Abbas radi Allah Anho ne aik din aser ki namaz ke ba'd jis waqt ke suraj gharoob hogia aur sitaray zahir ho gaey, hamain khutba diya aur log kehne lagy namaz namaz!

Rawi ne kaha phir Bani Tamim ka aik admi aaya wo khamosh nhe raha tha aur na he namaz namaz kehne se baz aa raha tha, to Hazrat Ibn Abbas radi Allah anho ne farmaya teri maa mer jaey! Kiya tu mujhe sunnat sikhha raha hai?

Phir Hazrat Ibn Abbas radi Allah anho ne farmaya ke mein ne Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam ko dekha ke Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne zohar aur aser, maghrib aur esha ki namazoon ko ikathha ker ke parha hai, Abdullah bin shafeeq kehte hain us se mere dil mein kuch khaljan sa mehsoos hua to mein Hazrat Abu Hurayra Radi Allah Anho ke pass aya, mein ne un se pochha to unhoon ne Hazrat Ibn Abbas radi Allah anho ke qol ki tasdeeq farmai.

Sahih Muslim, Vol 1, Page 1332, Hadees 1630

23: . Imam Muslim records a narration from Abdallah ibn Shaqiq which runs: ‘Ibn Abbas once preached to us after the asr prayer, until the sun set and the stars appeared, and people began to say: "The prayer! The prayer!" A man of the Banu Tamim came up to him and said, constantly and insistently: "The prayer! The prayer!" And Ibn Abbas replied: "Are you teaching me the sunna, you wretch?"’

(Muslim, Salat al-Musafirin, 6.)

24: Moulana Muhammad Ali Jauhar has made the following observations about the Wahhabi Najdi Jamaat: "The hands of Najd and Najdis are red with the blood of Muslims, this is their only achievement. Now too, there are hostilities with the Yemenis and a war is looming."(Maqaalaate Muhammad Ali, Part 1,PP. 37)

25: Ibn jareer kehte hain ke 249 hijri mein najdeen mein aik shakhs zahir howa, us ne khud ko Ali bin Muhammad bin fazal bin hussain bin Abdullah bin abbas bin abi talib zahir kia aur

(Madina ke ain mashraq mein waqiya Bahrain ke darul'hakoomat) hajjar mein logoon ko apni taraf dawat di to ahle hajjar uske pairokar ban gaey jis ki wajah se bahut ziyada larraiyaan,barray barray fitnay aur mutadad jungain hoie

Tareekh ibn kathir 11/21

26: Najd ke ilaqa yamamah mein jab khawarij najdah bin amir hanfi (qabila hanifa ka fard) ke sath zahir hoey,

Najdah kharji ne khawarij ke aqaaid mein izafa kerte hoey kaha ke jo shakhs in ki taraf na aey aur musalmanoon se jung na kray wo bhi kafir hai agerchay aqeeda ke aitbar se wo kharji he q na ho.

Fathul bari, vol 12, page 385

No comments:

Post a Comment