async='async' crossorigin='anonymous' src='https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-6267723828905762'/> MASLAK E ALAHAZRAT ZINDABAAD: Najd ki haqiqat

Monday, November 16, 2015

Najd ki haqiqat

Part 31 wahabi najdi ki haqiqat

Hazrat abu saeed khadri radi Allah anho se marwi hai ke Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam ne aik qaum ka zikr kiya jo Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ki Ummat mein paida hogi, us ka zahoor us waqt hoga jab logoon mein firqa bandi ho jaey gi. Un ki alamat sar mundana hogi aur wo makhlooq mein sab se bad'ter (ya bad'tareen) hoon gay, aur inhain 2 jamatoon mein se wo jama'at qatal kray gi jo haq ke ziyada qareeb hogi, Phir Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne un logoon ki aik misaal bayan farmai ke jab admi kisi shikar ya nishana ko teer marta hai to par dekhta hai us mein kuch asar nhe hota aur teer ki lakri ko dekhta hai aur wahan bhi aser nhe hota, phir is hissa ko dekhta hai jo teer andaz ki chutki mein hota hai to wahan bhi kuch aser nhe pata.

Sahih Muslim 745/2, Hadees 1065
Ahmad Bin Humble Musnad 5/3, Hadees 11031
Abdullah bin Ahmad fis'sunnah 622/2, Hadees1482

Isnaad sahih

Hazrat Ali Radi Allah Anho rawayat kerte hain ke mein ne Hazoor Sallallahu Alaihe Wasallam ko ye fermatay hoey suna ke anqareeb akhri zamanay mein aise log zahir hoon gay ya niklain gay jo no'umer aur aqal se koray hoongay wo Hazoor Sallallahu Alaihe Wasallam ki ahadees bayan krain gay lakin imaan in ke apne halq se nichaey nhe utray ga. Deen se wo youn kharij hoon gay jaise teer shikar se kharij ho jata hai, pas tum inhain jahan kahain pao to qatal ker dena kiyoun ke in ko qatal kerne waloon ko qayamat ke din thawab milay ga.

Imam abu Issa trimdi ne apni sunnan mein is hadees ko bayan kerne ke ba'd farmaya: ye rawayat Hazrat Ali, Hazrat Abu Saeed aur Hazrat Abu Zar Radi Allah Anhum se bhi marvi hai aur ye hadees hasan sahih hai. Is hadees ka ilawa bhi Hazoor Sallallahu Alaihe Wasallam se rawayat kiya gia hai ke:

Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya: jab ke aik aisi qaum zahir hogi jis mein ye osaaf hoon gay jo Quran e Majeed ko talawat kerte hoon gay lakin wo in ke halqoon se nichay nhe utrain ga, wo log deen se is tarah kharij hoon gay jis tarah teer shikar se kharij ho jata hai. Beshak wo khawarij harooriya hoon gay aur is ke alawa khawarij mein se (digger firqoon per mushtamil) log hoon gay.

Sahih Bukhari 2539/6, raqm 6531

Sahih Muslim 746/2, raqm 1066

Sunnan Trimdi 481/4, raqm 2188

Comment: In Ahadees Mein Chand Aham Point Hain Jin Per Ghaur Kerne Ki Zaroorat Hai. Aeye un Points Ko Dekhte Hain:

1: rukhsaar ki hadiyaan ubhri hoi, oonchi paishani, gani darhi, sar munda hua tha aur wo ooncha tehband bandhy hoey tha

Answer: Ye Gustakh Najd Ke Bani Tamim Ke Qabeelay Ka Tha. Ager Aj Ke daur Mein Aisa Insan Dekhna ho in khasoosiyat wala to Aap Shykh Tauseef Ur Rahman Ko Dekh Ke Uski yaad taza ker sakte hain. Iski bhi rukhsar ki hadiyan ubhri hoi aur paishani oonchi, Gani darhi aur ooncha tehband

3: Is ki pusht se aise log paida hoongy jo Allah ki kitab ki talawat se zuban ter rakhain gay, lakin Quran in ke halq se neechay nhe utray ga.

is shakhs ki nasal se aisi qom paida hogi ke wo log Qur'an parhain gay lakin un ke halaq se nichay nhe utray ga

Answer: Ubaidallah bin abi rafeh mola ne mujhe bataya ke harooriya ne jab kharooj kiya to wo hazrat Ali radi Allah anho ke sath thy. Unhoon ne kaha "LA HUKMU ILLALLAH" Hazrat Ali Radi Allah Anho ne farmaya kalma haq se batil muraad liya ja raha hai, bilashuba Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam ne logoon ki siffat bayan ki hai aur mein un ki siffat ko in logoon mein pata hoon, wo kehte hain ke haq in ki zubanoon per hai aur wo is se tajawoz nhe kray ga. Aap ne halq ki taraf ishara kia. Aur in mein se badtar shakhs siyah faam shakhs hai jis ka aik hath bakri ke sir pastan ya pastan ki bhutni ki tarah hai …..,,,,,,,,,,,, full rawayat ke liye reference:

l'bidayah wan'nahay vol 7 page 387

No comments:

Post a Comment