Page 25
Rasool Allah sallallahu alaihi wassallam Ke Ulm-gaib Se mutalik munikar hai! Dekho ye qoul munafik ka hai aur is Ke kayl ko Allah ta'ala ne Allah aur Quran aur rasool Se tha karne wala bataya aur saaf saaf kafir murtdad thaheraya aur kyon na ho Ke gaib ki baat janni shaan nubuwat hai jaisa Ke imaam huzutul Islam Mohammad ghazali aur imaam Ahmad kustan aur Mulana Ali qari aur allama Mohammad zarkini wagaira hum akbir ne tasrih farmayi jis ki tafsil risale-ilm gaib me ba-fazal ta'ala ba-ruza ala mazkur hui fir us ki shakt shamat kamal jalalat ka kya puch na Jo gaib ki ek baat bhi khuda ke bataye Se bhi nabi ko malum hona muhal aur namumkin batata hai is Ke nazdik Allah Se sab chizen gayab hai aur Allah ko itni kudrat nahi Ke kisi ko ek gaib ka ilm de sake Allah ta'ala shaitan ke dhokhon Se panah de! Aameen!
Haan be khuda Ke bataye kisi ko zara bhar ka ilm manna zarur kufr hai aur jami malumat e ilahi ko ilm e makluk ka muhit hona bhi batil aur aksar Ulm Ke khilaf hai Lekin roz e-azal Se roz e akhir tak ka makan aur mayakun Allah ta'ala Ke malumat Se woh nisbat bhi nahi rakhta Jo ek Zara Ke lakhvi carodvi hissa barabartari ko carodha carod samdaro Se ho balke ye khud ulme mohammadiya sallallahu alaihi wassallam ka ek chhota sa tukra hai! In tamam umur ki tafsil al-dultul-makhiyah wagaira me hai! Khir ye to zumla -e-matruza tha aur buhat mufid tha Ab be has sabik ki taraf aud kijiye! Is firak-e-batilah ka makar e Dom ye hai imaame-azam radi allahu anhu ka mazhab hai Ke
ham alhe kibla me Se kisi ko kafir nahi kehte aur hadis me hai Jo hamari namaz padhe aur humare kibl e ko muh kare aur humara zibah khaye woh musalman hai!
Musalmano! Is makare-khabis me un logo ne niri kalma goyi Se adul karke shife kibla ruyi ka naam imaan rakhdiya yani Jo kibla ruh ho kar namaz padhle musalman hai agarche Allah az wa jal ko jhuta kehe Mohammad sallallahu alaihi wassallam ko galiyan de kisi Surat kisi tarah imaan nahi talta chun wazu-e-mahkam bibi tazim awwalan is
No comments:
Post a Comment